Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


in taaron ki mehfil mein tumsa koi taara nahin in taaron ki mehfil mein tumsa koi taara nahin yun to chaand bhi pyaara hai hamein tumse to pyaara nahin yun to chaand bhi pyaara hai kuchh meri tamanna thi kuchh teri nawajish thi kuchh meri tamanna thi kuchh teri nawajish thi kuchh dil ka bahana tha kuchh nazron ki sazish thi haalaat hon aise to chalta koi chara nahin in taaron ki mehfil mein mere pyaar ki manzil hai teri zulfon ki chaanv mein mere pyaar ki manzil hai teri zulfon ki chaanv mein maine sara jahaan paaya aa kar teri baahon mein ulfat ke siva ab to hamein koi sahara nahin yun to chaand bhi pyaara hai dekhi hai jhalak teri hanste huye taaron mein dekhi hai jhalak teri hanste huye taaron mein tujhsa koi phool nahin duniya ki baharon mein jismein tera jalva na ho koi aisa nazara nahin in taaron ki mehfil mein tumsa koi taara nahin in taaron ki mehfil mein
ina mina dika dai dam nika maka naka naka chika pika rika ina mina dika dika de dai dama nika maka naka maka naka chika pika rola rika ram pam phosh ram pam phosh dil bechun hai koi lene waala aise waise ko nahin dene waala suratiyaa haseen ho umariyaa jawaan ho koi bhi usse dekhe to bas ye gumaa ho yehi hai yehi hai yehi to hai wo ina mina dika hey dai dam dika hey maka naka naka hey chika pika rika ina mina dika dika de dai dama dika maka naka maka naka chika pika rola rika ram pam phosh ram pam phosh mat socho ke sasta hai sauda phal paaye lagaayega jo paudha dil ki ye kiyaari banegi phulwaari ye duniyaa jalegi jalan ki hai maari hansegi hansegi hansegi meri pyaari ina mina dika ye dai dam dika ye maka naka naka ye chika pika rika ina mina dika dika de dai dama dika maka naka maka naka chika pika rola rika ram pam phosh ram pam phosh ye shartein to badi hain zaroori jo koi karega inhein poori main khushi khushi use ye dil de dunga kasam khaa rahaa hoon ke daam
ina mina dika aa daai daam nika aa maaka naaka naaka chika pika rika ina mina dika dika de daai daam nika maaka naaka maaka naaka chika pika rola rika rum pum posh rum pum posh iss duniya mein dil na lagaana dil deke padega pachhtaana iss duniya mein dil na lagaana dil deke padega pachhtaana ye roop ke pujaari ye dil lene waale pehle pehle hote hain bade bhole bhaale kaleje ko thaam pukaarega naam tu hi hai tu hi hai tu hi toh hai woh ina mina dika aa daai daam nika maaka naaka naaka chika pika rika mat bhoolo hai pyaar ek naag uglega zeher bhari aag ye dil ko jalaaye ye sholon pe sulaaye jo phoolon se uthaaye toh kaanton mein rulaaye kaleje ko thaam pukaarega naam tu hi hai tu hi hai tu hi toh hai woh ina mina dika aa daai daam nika maaka naaka naaka chika pika rika
india yeh hai india india yeh hai india om se hota hai har kaam shuru rahti hai yahan jeesus ki rooh om se hota hai har kaam shuru rahti hai yahan jeesus ki rooh waahe guru allah hu allah hu allah huuu india yeh hai india india yeh hai india om se hota hai har kaam shuru rahti hai yahan jeesus ki rooh om se hota hai har kaam shuru rahti hai yahan jeesus ki rooh waahe guru allah hu allah hu allah huuu india yeh hai india india yeh hai india pyaar diya pyaar liya pyaar ko hi humne pyaar kiya pyaar diya pyaar liya pyaar ko hi humne pyaar kiya this is a nice place as friends we can live together forever together india yeh hai india india yeh hai india om se hota hai har kaam shuru rahti hai yahan jeesus ki rooh om se hota hai har kaam shuru rahti hai yahan jeesus ki rooh waahe guru allah hu allah hu allah huuu india yeh hai india india yeh hai india duniya sari janti hai yahan par man ki shanti hai duniya sari janti hai yahan par man ki shanti hai this is a nice place
inhi logon ne inhi logon ne inhi logon ne inhi logon ne inhi logon ne le lina dupatta mera inhi logon ne le lina dupatta mera inhi logon ne le lina dupatta mera inhi logon ne le lina dupatta mera humri naa maano bajajwaa se poochho humri naa maano saiyaan humri naa maano bajajwaa se poochho jisne jisne asharfi gaz dina dupatta mera jisne asharfi gaz dina dupatta mera ho ji ho dupatta mera hooo dupatta mera aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa humri naa maano rangrejvaa se poochho humri naa maanon saiyaaan humri naa maano rangrejvaa se poochho jisne jisne gulaabi rang dina dupatta mera jisne gulaabi rang dina dupatta mera inhi logon ne inhi logon ne inhi logon ne humri naa maano sipahiyaa se poochho humri naa maano sipahiyaa se poochho aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa humri naa maano humri naa maano sipahiyaa se poochho sipahiyaa se sipahiyaa se poochho jisneeeee jisne bajariyaa mein chheena dupatta mera jisne bajariyaa mein chheena dupatta mera inhi logon ne inhi
inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat hogi aisi pyaari mulaaqaat mil ke kabhi phir chhutega naa saath inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat hooo ooooo oooo ooooo ooooo hooo ooooo oooo hooo ooooo ooooo ooooo ooooo yunhi milte julte dono ke dil mil jaayenge ek din pyaar ke taraane dono mil ke dohraayenge ek din yunhi milte julte dono ke dil mil jaayenge ek din honge aise meethe naghmaat jinko sun ke chhutegaa naa saath inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat meetha ho ke teekha bhoolta nahin din pehle milan kaa wahi ek din to kaaran hai har din ke milan kaa meeta ho ke teethaaaaaa bhoolta nahin din pehle milan kaa meethi teekhi kahi suni baat padh kar bole chhutegaa naa saath inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat wooooo dekho panchhi saanjh dhale apne baseron ko laut chale wooooo dekho panchhi saanjh dhale apne baseron ko laut chale
insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai kehna hai jo keh de tujhe kis baat ka darr hai hai paas tere jis ki amanat usse de de hai paas tere jis ki amanat usse de de nirdhan bhi hai nirdhan bhi hai insaan mohabbat usse de de mohabbat usse de de jis dar pe sabhi ek hain bande ye wo dar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai maayus na ho haar ke taqdir ki baazi pyaara hai wo ghum jisme ho bhagwan bhi raazi dukh dard mille dukh dard mille jisme wohi pyaar amar hai wohi pyaar amar hai ye soch le har baat ki daata ko khabar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai
insaaf ki dagar pe bachchon dikhao chal ke ye desh hai tumhaara neta tum hi ho kal ke duniyaa ke ranj sehna aur kuchh na munh se kehna sachaaiyon ke bal pe aage ko bhadte rehna rakh doge ek din tum sansaar ko badal ke apne ho yaa paraaye sabke liye ho nyaay dekho kadam tumhaara hargiz na dagmaagaye raste bade kathin hai chalna sambhal sambhal ke aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa insaaniyat ke sar pe izzat ka taaj rakhna tann mann ki bhenth de kar bharat ki laaj rakhna jeevan naya milega antim cheeta mein jal ke insaaf ki dagar pe bachchon dikhao chal ke ye desh hai tumhaara neta tum hi ho kal ke
nirdhan kaaaa ghar lootne waaloon loot lo dil ka pyaaaar pyaar wo dhan hai jiske aage sab dhan hain bekaar oooooooooooooooooo insaan bano insaan bano kar lo bhalaayi ka koi kaam insaan bano duniyaa se chale jaaoge reh jaayega bas naam insaan bano hooooooooooooooo iss baag mein sooraj bhi nikalta hai liye ghum phoolon ki hansi dekh ke ro deti hai shabnam kuchh der ki khushiyaan hain to kuchh der kaa maatam kiss neend mein ho kiss neend mein ho jaago zara soch lo anjaam insaan bano hooooooooooooooo laakhon yahaan shaan apni dikhaate huye aaye dam bhar ke liye nach gaye dhoop mein saaye wo bhool gaye the ke ye duniaa hai saraaye aataaa hai koiiiiiiiiii aataaa hai koi suboh to jaata hai koi shaam insaan bano hooooooooooooooo kyun tumne lagaaye hain yahaan zulm ke dere dhan saath naa jaayega bane kyun ho lootere peete ho gareebon ka lahoon shaam savere khud paap karoooooooooooo khud paap karo naam ho shaitaan ka badnaaam insaan bano insaan bano kar lo bhalaayi ka koi
Insaan Jo Rota Hai Woh Rota Hi Rahega
insaan kitne yug beete yoonhi raha naadaan yoonhi raha naadaan moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan bhagwan bure bhale ka gyaan rakhe na bure bhale ka gyaan rakhe na apna ganwaaye dekho naam naam naam re moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan aap hi chun chun kaante boye saare kul ki laaj duboye paap ko man ka bojh na jaane dharti pal pal phoot ke royee dharti pal pal phoot ke roye kaisa zamaana aaya raam raam raam re moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan dukh bhi jhele dard bhi paaye phir bhi paapi baaj na aaye pag pag bhatke raah na soojhe man ka andhera badhta jaayee man ka andhera badhta jaaye khoya ujaala chhaayi shaam shaam shaam re moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan
lala lauuu lala lauuu lala lala lala lala lala lala lala lala hmmm hmmm hmmm intaha ho gayi intezaar ki aayi na kuchh khabar mere yaar ki yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin phir wajah kya huyi intezaar ki intaha ho gayi intezaar ki aayi na kuchh khabar mere yaar ki yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin phir wajah kya huyi intezaar ki hmmmm baat jo hai uss mein baat woh yahaan kahin nahin kissi mein woh hai meri bas hai meri shor hai yahi gali gali mein saath saath woh hai mere ghum mein mere dil ki har khushi mein zindagi mein woh nahin toh kuchh nahin hai meri zindagi mein bujh na jaaye yeh shamma aitbaar ki intaha ho gayi intezaar ki aayi na kuchh khabar mere yaar ki yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin phir wajah kya huyi intezaar ki hooooo mere sajna lo main aa gayi hooooo mere sajna lo main aa gayi logon ne to diye honge bade bade nazraane layi hoon main tere liye dil mera dil yahi maange dua hum kabhi ho na judaa mera hai mera hi rahe dil tera yeh
intezaar intezaar intezaar intezaar intezaar intezaar intezaar intezaar meri subhon ko teri shaamon ka meri shaamon ko tere waadon ka meri raaton ko tere khaabon ka meri neendon ko teri baahon ka mere jazbon ko teri chaahon ka behki behki si kuchh khataaon ka ho khoobsoorat se kuchh gunaahon ka intezaar intezaar intezaar intezaar apne dilbar ka apne humdam ka apne jaanam ka intezaar surkh phoolon se mehka rasta hai dil to mera magar zard patta hai paas aankhon ke sabz manzar hai dil ka mausam to phir bhi banjar hai mehki mehki si kuchh hawaaon ka bheegi bheegi si kuchh ghataaon ka intezaar intezaar intezaar intezaar apne baadal ka apni baarish ka apne saawan ka intezaar apni dhadkan ka apni saanson ka apne jeene ka intezaar koi badli kabhi iss tarah aayegi pyaas sadiyon ki pal mein bujh jaayegi tujhko lauta ke meri aagosh mein dekhna waqt ki nabz thum jaaegi aisa hone ke kuchh duaaon ka umr bhar jo mille un panaahon ka intezaar intezaar intezaar intezaar tere aane
darr ye lagta hai kya ye sapna hai ab jo apna hai kal wo kahaan hai darta dil poochhe baar baar darta dil poochhe baar baar intezaar aitbaar tumse pyaar kitna karun intezaar aitbaar tumse pyaar kitna karun aansun aate the laut jaate the lamhon pe lamhen jhatpatate the phir bhi kiya hai intezaar phir bhi kiya hai intezaar intezaar aitbaar tumse pyaar itna karun intezaar aitbaar tumse pyaar itna karun kya pyaar hai kya hai nahin maine nahin poochha na ho tum mere yaa ho nahin maine nahin poochha na poochha nahin baar baar poochha nahin baar baar intezaar aitbaar tumse pyaar itna karun hmm hmmm hmm hmmm hmm hmmm hmm hmmm ek din aayega tanhaa reh jaayega ek din aayega tanhaa reh jaayega dost kya dushman kya bhoojh naa paayega maula ke saamne kehta reh jaayega intezaar aitbaar tumse pyaar kitna karun intezaar kitna karun aitbaar kitna karun intezaar aitbaar tumse pyaar kitna karun chhoti raaten hain kitni baaten hain ab jo aaye ho ab bataate hain thamon humen ab ek baar
saanjh ki laali sulag sulag kar ban gayi kaali dhool aaye na baalam bedardi main chunti reh gayi phool intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur rain bhayi wo jal ankhiyan mein chubhne laage taare des mein main pardesan ho gayi jab se piya sidhare jab se piya sidhare intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur bhor bhayi par koi na aaya sooni sej basaane taare doobe deepak bujh gaye taare doobe deepak bujh gaye raakh huye parvaane intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hoooo hooo hoooo ho ho ho ho ho ho iqraar ho naa jaaye iqraar ho naa jaaye izhaar ho naa jaaye izhaar ho naa jaaye mujhe dar hai aapse kahin pyaar ho naa jaaye hoooo hooo hoooo ho ho ho ho ho ho hoooo hooo hoooo ho ho ho ho ho ho saagar ki maujen hain khula aasmaan hai dhadkan deewani hai dilkash samaan hai dhadkan deewani hai dilkash samaan hai khwaabon ke humsafar kaa deedar ho naa jaaye khwaabon ke humsafar kaa deedar ho naa jaaye mujhe dar hai aapse kahin pyaar ho naa jaaye hoooo hooo hoooo ho ho ho ho ho ho hoooo hooo hoooo ho ho ho ho ho ho hey hey hey hey hey hey hey hey hey hoooo hooo hoooo ho ho ho ho ho ho jee chaahe lehron se karoon main sharaarat inn ko bata doon main mere dil ki chaahat inn ko bata doon main mere dil ki chaahat bechain meri dhadkan ik baar ho naa jaaye bechain meri dhadkan ik baar ho naa jaaye mujhe dar hai aapse kahin pyaar ho naa jaaye hoooo hooo hoooo ho ho ho ho ho ho hoooo hooo hoooo ho ho ho ho
is ada se salaam lete hain is ada se salaam lete hain jaise kuchh intekaam lete hain ham mohabbat se naam lete hain ham mohabbat se naam lete hain woh to nafrat se kaam lete hain is ada se salaam lete hain is ada se salaam lete hain saamne ho ke bhi hamse milte nahin dost dushman ki tarah to jalte nahin kaun sa woh mukaam lete hain kaun sa woh mukaam lete hain is ada se salaam lete hain is ada se salaam lete hain jaise kuchh intekaam lete hain ham mohabbat se naam lete hain yun nigahen naa phero khuda ki kasam zindagi pe karo aaj thoda karam yun nigahen naa phero khuda ki kasam zindagi pe karo aaj thoda karam ham kaleje ko thaam lete hain ham kaleje ko thaam lete hain is ada se salaam lete hain is ada se salaam lete hain jaise kuchh intekaam lete hain ham mohabbat se naam lete hain ham mohabbat se naam lete hain log ulfat mein bante hain deewar kyun do dilon se ye jalta hai sansaar kyun log ulfat mein bante hain deewar kyun do dilon se ye jalta hai sansaar kyun
is bewafaa jahaan mein wafaa dhundhte rahe is bewafaa jahaan mein wafaa dhundhte rahe is bewafaa jahaan mein wafaa dhundhte rahe naadaan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahen is bewafaa jahaan mein har raasta agar ke tera raasta naa tha har raasta agar ke tera raasta naa tha har raaste mein tera pata dhundhte rahe har raaste mein tera pata dhundhte rahe naadaan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahen is bewafaa jahaan mein ik dil ka dard hans ke saha zindagi ke saath ik dil ka dard hans ke saha zindagi ke saath ik dil ka chain tha ke sadaa dhundhate rahe ik dil ka chain tha ke sadaa dhundhate rahe naadaan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahen is bewafaa jahaan mein
is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha isliye main ban gaya veeru se veeru dada veeru dada is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha isliye main ban gaya veeru se veeru dada veeru dada is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha main ghum hoon armaan nahin patthar hoon insaan nahin main ghum hoon armaan nahin patthar hoon insaan nahin haan ji haan yeh sach hai mujhko phoolon ki pehchan nahin maine phool bahut kam dekhe kante bahut jayada isliye main ban gaya veeru se veeru dada veeru dada is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha peete peete din nikla peete peete raat huyi peete peete din nikla peete peete raat huyi ek magar haan kabhi kabhi anhoni si baat huyi aankh mein aansu bhar aaye hasne ka kiya iraada isliye main ban gaya veeru se veeru dada veeru dada is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha kabhi idhar mud jaata hoon kabhi udhar mud jaata hoon kabhi idhar mud jaata hoon
is duniya mein o duniyawalo bada mushkil hai insaaf karna is duniya mein o duniyawalo bada mushkil hai insaaf karna bada aasan hai dena sazaye bada mushkil hai par maaf karna is duniya mein o duniyawalo bada mushkil hai insaaf karna tujhse ho jaye na kuchh buraai tu bhala hai bura hai zamana tujhse ho jaye na kuchh buraai tu bhala hai bura hai zamana is zamane se sun ae deewaane apna daman zara tu bachana daag lag jaye daman pe koi aasuon se pade saaf karna bada aasan hai dena sazaye bada mushkil hai par maaf karna is duniya mein o duniyawalo bada mushkil hai insaaf karna chal pada tu udhar kyun musafir jis taraf koi manzil nahin hai chal pada tu udhar kyun musafir jis taraf koi manzil nahin hai koi kaliyon ka gulshan nahin hai koi phoolon ki mehfil nahin hai in rahon pe bikhre hain kaante in rahon se bach ke guzarna bada aasan hai dena sazaye bada mushkil hai par maaf karna is duniya mein o duniyawalo bada mushkil jiss bharam mein tu khoya hua hai wo bharam todna
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

In Taaron Ki Mehfil Mein Police Detective (1960) 03:21 38125
 
Poster of Police Detective (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Duration : 03:21   Song Number : 38125   

Ina Mina Dika Aasha (1957) 03:23 20422
 
Poster of Aasha (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:23   Song Number : 20422   

Ina Mina Dika (Female) Aasha (1957) 04:02 38741
 
Poster of Aasha (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 04:02   Song Number : 38741   

India Yeh Hai India Keh Do Pyar Hai (1983) 06:53 32529
 
Poster of Keh Do Pyar Hai (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Usha Uthup, Chorus
On Screen Actors- 
Bindiya Goswami
Duration : 06:53   Song Number : 32529   

Inhin Logon Ne Pakeezah (1972) 03:59 20583
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:59   Song Number : 20583   

Inhin Mulaqaton Mein Maan Abhiman (1980) 07:09 13634
 
Poster of Maan Abhiman (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Raj Kiran
Duration : 07:09   Song Number : 13634   

Insaaf Ka Mandir Hai Ye Amar (1954) 03:34 20584
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:34   Song Number : 20584   

Insaaf Ki Dagar Pe Ganga Jumna (1961) 03:20 20585
 
Poster of Ganga Jumna (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nazir Husain
Duration : 03:20   Song Number : 20585   

Insaan Bano Baiju Bawra (1952) 03:21 12816
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Todi
Duration : 03:21   Song Number : 12816   

Insaan Jo Rota Hai To Rota Hi Rahega Ladki (1953) 04:06 39023
 
Poster of Ladki (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
R Sudarshanam, Dhani Ram
Singer- 
Krishna Goyal
On Screen Actors- 
Chittor V Nagaiah
Duration : 04:06   Song Number : 39023   

Insaan Kitne Yug Beete Main Aur Mera Bhai (1961) 03:14 39373
 
Poster of Main Aur Mera Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:14   Song Number : 39373   

Intaha Ho Gayi Intezaar Ki Sharaabi (1984) 08:49 20586
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Raag- 
Madhukauns
Duration : 08:49   Song Number : 20586   

Intezaar Paap (2003) 07:46 20587
 
Poster of Paap (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Udita Goswami
Duration : 07:46   Song Number : 20587   

Intezaar Aitbaar Tumse Pyaar Khosla Ka Ghosla (2006) 04:24 11765
 
Poster of Khosla Ka Ghosla (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Music Director- 
Dhruv Dhalla
On Screen Actors- 
Ranvir Shorey, Tara Sharma
Duration : 04:24   Song Number : 11765   

Intezaar Aur Abhi Char Dil Char Rahen (1959) 03:05 12166
 
Poster of Char Dil Char Rahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:05   Song Number : 12166   

Iqraar Ho Naa Jaaye (Male) Zinda Dil (2003) 05:20 14704
 
Poster of Zinda Dil (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 14704   

Is Ada Se Salaam Lete Hai Nateeja (1969) 04:42 40007
 
Poster of Nateeja (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Salim Sagar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Hemlata
Duration : 04:42   Song Number : 40007   

Is Bewafaa Jahaan Mein Aasmaan (1952) 03:18 15541
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:18   Song Number : 15541   

Is Duniya Mein Jee Nahin Sakta Veeru Dada (1990) 06:17 37384
 
Poster of Veeru Dada (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammad Aziz
On Screen Actors- 
Dharmendra, Amrita Singh
Duration : 06:17   Song Number : 37384   

Is Duniya Mein O Duniyawalo Do Bhai (1969) 06:32 35882
 
Poster of Do Bhai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 06:32   Song Number : 35882